Mausam ka ishaara hai abhi na jaaiye
Tod ke yoon dil humara, na
jaaiye !
Bahaar ke rang ghule hain fizaaon main
Bahaar ke
aanchal se uth kar na jaaiye !
Zamane ki gardishen ruk to nahin
jayengi
Dunya ki khatir humko chorh ke na jaaiye !
Jaane se
aapke rooth ke baithe hain hum
Ab humko manane ki khatir hi na jaaiye
!
Aankhon ki chamak humse chupate hain aap kyun
Aarzuon
ne li hain angdaaiyan, abhi na jaaiye
Tod ke yoon dil humara, na
jaaiye !
Bahaar ke rang ghule hain fizaaon main
Bahaar ke
aanchal se uth kar na jaaiye !
Zamane ki gardishen ruk to nahin
jayengi
Dunya ki khatir humko chorh ke na jaaiye !
Jaane se
aapke rooth ke baithe hain hum
Ab humko manane ki khatir hi na jaaiye
!
Aankhon ki chamak humse chupate hain aap kyun
Aarzuon
ne li hain angdaaiyan, abhi na jaaiye
No comments:
Post a Comment